June 08, 2011

MOBILE


Cell Phone China Ka Hai Ya 0riginal?


Agr Pata Krna Hai K Koi Cell Phone China Ka Hai Ya 0riginal BKING To Uska 15 Digit IMIE Nmber Likh Kr 66542 Par Send Kren.
Its Free.


Run 12 Sims In One Mobile

Friends, Aaj main ap ko 1 aisa Trick bta raha hun, jis ki madad se ap 1 Mobile Phone mein 12 sims 1 sath chala skte hain. Is k liye Aap ko 1 sim Reader or 1 Multi Sim Chip ki zrurat pre gi. 6 Sims wali Multi Sim Chip Rs.500 mein jb k 12 Sims wali Rs.800 mein mil jaye gi.

Sim Reader Rs.300 mein mil jaye ga. Ye bilkul Card Reader jaisa ho ga. Or Is mein 2 Sims Insert krne k liye jaga ho gi 1 jaga mein Multi Sim Chip or dusri mein koi b Sim dal kr Sim Reader ko Computer k sath attach krein.





Computer mein Multi Sim Chip or Dusri Sim k alag alag Folder ban jayein ge. Ap dusri Sim wale Folder ko Copy kr k Multi Sim Chip wale Folder mein Paste kr dein.

Is trah ap jitni Sims chalana chahte hain, un sb ko bari bari Sim Reader mein dalein or Un k Folders Copy kr k Multi Sim Chip mein Paste kr lein. Ab Multi Sim Chip ko apne Mobile mein dalen or Sb Sims ko 1 sath Enjoy krein. Laikin In Sb kamon se pehle Multi Sim Chip or Sim Reader ko Scan krna zruri he. Ye Trick boht secret he. Note: Agr reader k drivers install na hon to
www.gsmhosting.com

Pe Link he, wahan se mil jayein ge.



No comments:

Post a Comment